“Tech Sector me Job cuts? IT Stocks ka kya hoga”
"Tech Sector me Job cuts? IT Stocks ka kya hoga"
Economic slowdown aur fear of recession ke wajah se tech sector mai shock, loss aur recruitment freeze toh chal hi raha tha, lekin ab ye multinational companies downsizing par aa gayi hai aur apne workforce ko pink slip yaane ki termination notice de rahi hai.
Zuckerberg ke Meta ne already 12,000 employee (15% of the total workforce) ko nikaalne ka faisla le liya hai aur Elon Musk ke Twitter ne pichle hafte kuch 50% employees ko fire kia globally including nearly 90% in India.
Microsoft ne iss saal 3 baar downsizing kia hai aur pichle mahine kuch 1000 employees ko exit ka rasta dikhaya. Amazon ke earning report mai bhi headcount girte huye dikhein hain aur Netflix, Snapchat ka bhi kuch aisa hi haal hai.
Jis tarah se sabhi tech companies’ layoff aur recruitment freezing par utar aayein hain, globally ek panic ka mahual chaa gaya hai.
Interestingly, Indian IT Sector well diversified hai alag-alag verticals mai especially BFSI (Banking, Financial Services and Insurance), pharma, telecom aur retail jahan Indian IT Companies globally inn sector ko software (development), hardware (designing and manufacturing),

data analytics & processing, tech support, consultancy, risk aur security management ke services deti hain. Toh technically, Indian IT sector ki dependency hai bade bade global banks, pharma companies aur dusre MNCs
Isliye Indian IT Companies ko philal koi khatra nahi hai. In fact, Indian IT Companies tezzi se bhad rahein hai. Sabhi ke Q2 results bhi kaafi ache rahein hain. Jaahan Infosys ka YOY Profit 11% raha, waahin TCS ka 8.4%, Midcap IT company MindTree ka YOY Profit mai 28% rise hua aur wahin Coforge mai bhi 36.6% rise dekhne ko mila. Aur jis hisaab se Indian market aur economy ke prediction aur expectation hai philal, things are good for now.
Lekin, jab baat aati hai job cuts, firing aur downsizing ki toh kuch nahi kaha jaa sakta. Fir toh acha khaasa CEO ko bhi nikaal dia jaata hai (For instance: CEO of Twitter). Isiliye bohut important hai ki aap aane waale unforeseen scenario se bach kar rahein, aur apne income, savings aur wealth ko proper tarike se grow karne ki planning kare. Iss bhadte huye inflation mai sirf salary aur saving se guzara mushkil hai, aur wealth accumulation ke bina kaise karoge apne goals aur dreams ko pura?
Isliye, agar aapko iss economic downturn mai apne paiso ko badhana hai, toh bohut zaroori hai ki aap,“Best investment partner choose kijiye, AngelOne ke saath apna demat account kholiye”
November month AngelOne offers
Offer of the month for B2C customers
- Enjoy zero brokerage on all orders for the first 30 days
- Avail zero interest charges on MTF trading for the first 30 days.
Account opening charges, brokerage and AMC for B2C customers
- Create a Demat Account for Free
- Enjoy ₹0/- Brokerage on Delivery Trades & ₹20/- Brokerage on Intraday, F&O, Currencies & Commodities
- Free AMC for first year
Now, Why Angel One is the Best Place to Trade and Invest?
Angel One naa sirf desh ka number 1 Full-Service Broker hai balki ab ek Fully Functional Fintech company bhi hai.
Jee haan, AngelOne ke saath apna Demat account open karein, aur alag alag technical aur data-related features ka advantage lein – jaise ki SmartMoney, Smart Store, TradeBuddy. Along with best facilities, jaise ki –
- Smallcase
- Robo Order
- SmartAPI
- Personalized advisory
- MTF Facility
In sab ka fayda lene ke liye, description me diye gaye link ko click kijiye aur apna free demat account aaj hi open kijiye. AngelOne, India ka experienced hi nahi balki currently top 4 stock broking companies mai se ek hai – aur yahan aap na sirf equity market mai balki commodity aur F&O mai bhi trading kar sakte hain, easily, safely aur securely.